Showing posts with label hindi. Show all posts
Showing posts with label hindi. Show all posts

Saturday, 21 November 2015

Vartalaap

यार मुझसे कहता है के
सुन्ने वाला भी मैं हूँ  |
अंदर देखो, आँखें खोलो,
रूह और परछाई मैं हूँ  ||

जंगल के हर फल में मैं हूँ,
तक़दीर के हर पल में मैं हूँ  |
सावन के हर कल में मैं हूँ,
रेशम और मलमल में मैं हूँ  ||

- . -

yaar mujhse kehta hai ke
sunney wala bhi main hoon |
andar dekho, aankhein kholo,
rooh aur parchhai main hoon ||

jangal ke har phal mein main hoon,
taqdeer ke har pal mein main hoon |
saavan ke har kal mein main hoon,
resham aur malmal mein main hoon ||